Music::O P Nayyar Lyrics::S H Bihari Singer::Asha Bhosle,Mohammed Rafi Film Director::Brij Cast::Biswajeet, Sharmila Tagore, Mumtaz, Asit Sen, Prithviraj Kapoor, Sailesh Helen, Helen, B M Vyas, Madhumati. ::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::: phir miloge kabhi is baat ka vaada kar lo phir miloge kabhi is baat ka vaada kar lo hamse ek aur mulaakaat ka vaada kar lo phir miloge kabhi is baat ka vaada kar lo hamse ek aur mulaakaat ka vaada kar lo phir miloge kabhi is baat ka vaada kar lo dil ki har baat adhuri hai adhuri hai abhi apni ek aur mulaakaat zaruri hai abhi dil ki har baat adhuri hai adhuri hai abhi apni ek aur mulaakaat zaruri hai abhi chand lamho ke liye saath ka vaada kar lo hamse ek aur mulaakaat ka vaada kar lo phir miloge kabhi is baat ka vaada kar lo aap kyun dil ka hasi raaz mujhe dete hai kyun naya nagma naya saaz mujhe dete hai mai to hu dubi hui pyaar ki tufaano me aap saahil se hi aavaaz mujhe dete hai kal bhi hoge yahi jazbaat ye vaada kar lo hamse ek aur mulaakaat ka vaada kar lo phir miloge kabhi is baat ka vaada kar lo hamse ek aur mulaakaat ka vaada kar lo phir miloge kabhi is baat ka vaada kar l
Music::O P Nayyar Lyrics::S H Bihari Singer::Asha Bhosle Film Director::Brij Cast::Biswajeet, Sharmila Tagore, Mumtaz, Asit Sen, Prithviraj Kapoor, Sailesh Helen, Helen, B M Vyas, Madhumati. ::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::: yahi woh jagah hain yahi woh fijaaye yahi par kabhi aap hamse mile the yahi woh jagah hain yahi woh fijaaye yahi par kabhi aap hamse mile the inhe ham bhala kis tarah bhul jaaye yahi par kabhi aap hamse mile the yahi par mera haath me haath lekar kabhi na bichhadne ka vaada kiya tha sada ke liye ho gaye ham tumhare gale se laga kar hame yeh kaha tha kabhi kam na hongi hamari wafaaye yahi par kabhi aap hamse mile the yahi par wafa ka naya rang bhar ke banaayi thi chaahat ki taswir tumne yahi ki bahaaro se phulo ko chun kar sawaari thi ulfat ki takdir tumne woh din aapko yaad kaise dilaaye yahi par kabhi aap hamse mile the yahi woh jagah hain yahi woh fijaaye yahi par kabhi aap hamse mile the
Music::Hemant Kumar Lyrics::Kaifi Azmi Singer::Lata Mangeshkar Film Director::Hrishikesh Mukherjee Cast::Dharmendra, Sharmila Tagore, Tarun Bose, Deven Verma, Shashikala, David, Durga Khote, Dulari, Surekha, Naina, Amar, R P Kapoor. ::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::: kuchh dil ne kaha kuchh bhi nahi kuchh dil ne suna kuchh bhi nahi aise bhi baate hoti hai aise bhi baate hoti hai kuchh dil ne kaha kuchh bhi nahi leta hai dil angadaiya is dil ko samjhaaye koi armaan naa aankhe khol de rusvaa naa ho jaaye koi palko ki thandi sej par sapno ki pariyaa soti hai aise bhi baate hoti hai aise bhi baate hoti hai kuchh dil ne kaha kuchh bhi nahi dil ki tassali ke liye jhuthi chamak jhutha nikhaar jivan to suna hi raha sab samjhe aayi hai bahaar kaliyon se koi puchhta hasti hai vo ya roti hai aise bhi baate hoti hai aise bhi baate hoti hai kuchh dil ne kaha kuchh bhi nahi kuchh dil ne suna kuchh bhi nahi
Music::Ravi Lyrics::Asad Bhopali Singer::Mohammed Rafi Film Director::Brij Cast::Pradeep Kumar, Shakeela, Ashok Kumar, Johny Walker, Helen, Anwar, Sheikh Mukhtar. ::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::: wafa ke deep jalaye hue nigaho me bhatak rahi ho bhala kyo udas raho me tumhe khyal hai tum mujhse door ho lekin main samne hu chali aao meri dhun me sau bar janam lege sau bar fana hoge ai jaane wafa phir bhi ham tum naa juda honge sau bar janam lege sau bar fana hoge kismat hame milane se rokegi bhala kab tak inn pyar ki raho me bhatakegi wafa kab tak kadamo ke nisha khud hi manjil ka pata hoge sau bar janam lege sau bar fana hoge ye kaisi udasi hai jo husn pe chha ayi hai ham dur nahi tumse kahane ko judayi hai arman bhare do dil phir ek jagah honge sau bar janam lege sau bar fana hoge ai jaane wafa phir bhi ham tum naa juda honge sau bar janam lege sau bar fana hoge
Music::Shankar Jaikishan Lyrics::Shailendra Singer::Mohammed Rafi Film Director::C V Sridhar, P Madhavan Cast::Raj Kumar, Meena Kumari, Rajendra Kumar, Mehmood, Shobha Khote, Achla Sachdev, Manmohan Krishna, Sunder, Krishna Kumari. :::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::: yaad na jaae, bite dino ki jaake na aaye jo din, dil kyun bulaae, unhe dil kyo bulaae yaad na jaaye din jo pakheru hote, pijare me mai rakh detaa - 2 paalataa unako jatan se paalataa unako jatan se, moti ke daane detaa sine se rahataa lagaae yaad na jaae tasvir unaki chhupaake, rakh dun jahaa ji chaahe - 2 man me basi ye surat man me basi ye surat, lekin mite na mitaae kahane ko hai vo paraae yaad na jaae
Music::Shankar Jaikishan Lyrics::Hasrat Jaipuri Singer::Mohammed Rafi Film Director::Pramod Chakravorty Cast::Joy Mukherjee, Asha Parekh, Pran, Madan Puri, Mehmood, Ulhas, Dhumal, Murad, Shobha Khote, Master Shahid. ::::::::::::::::::::::::::::::: aaja re aa zara aa lahra ke aa zara aa aankho se dil me sama aaja re aa zara aa lahra ke aa zara aa aankho se dil me sama aaja re aa zara aa dekh fiza me rang bhara hai mere zigar ka jakhm hara hai dekh fiza me rang bhara hai mere zigar ka jakhm hara hai seene se mere sarko laga de haath me tere dil ki dawa hai aaja re aa zara aa lahra ke aa zara aa aankho se dil me sama aaja re aa zara aa apna sulagna kisko dikhaaun saans ke toofaan kaise chhupaaun apna sulagna kisko dikhaaun saans ke toofaan kaise chhupaaun aankhe kya kya dekh rahi hai dil pe guzre kaise bataaun aaja re aa zara aa lahra ke aa zara aa aankho se dil me sama aaja re aa zara aa tere bhi dil me aag lagi hai mere bhi dil me aag lagi hai tere bhi dil me aag lagi hai mere bhi dil me aag lagi hai dono taraf hai ek si haalat dono dilo par bijli giri hai aaja re aa zara aa lahra ke aa zara aa aankho se dil me sama aaja re aa zara aa lahra ke aa zara aa aankho se dil me sama aaja re aa zara aa lahra ke aa zara aa aaja re aa zara aa lahra ke aa zara aa
Music::Shankar Jaikishan Lyrics::Shailendra Singer::Mohammed Rafi Film Director::Subodh Mukherjee Cast::Biswajeet, Saira Banu, Jayant, Nazima, I S Johar, Sajjan, Indu Shivraj, Rajan Haksar, Chand Usmani, Ram Avtar, Shetty, ::::::::::::::::::::::::::::::: aa gale lag ja mere sapne mere apne mere paas aa aa gale lag ja mere sapne mere apne mere paas aa aa gale lag ja mere sapne mere apne mere paas aa ho ho ho aa gale lag ja aabaad hai tu meri dhadkano me, meri jan tujhme basi hai baadal se jo aas hai mor ko, mere dil ko wo tujhse lagi hai ik teri muskaan angdaayi leti huyi meri taqdir jage ik teri jhalki chali aaye pal me meri manzile mere aage aa gale lag ja mere sapne mere apne mere paas aa aa gale lag ja mere sapne mere apne mere paas aa ho ho ho aa gale lag ja mat aazmaa tu mere pyaar ko, khel mat yoon meri zindagi se ulfat ke maaro ko kya maarna, jan de dete hain jo khushi se ye husn jisko mile jan-e-jan bedili usko sajti nahi hai ho khu-ba-ru chaand se jo hasin berukhi uski jachti nahi hai aa gale lag ja mere sapne mere apne mere paas aa aa gale lag ja mere sapne mere apne mere paas aa aa gale lag ja mere sapne mere apne mere paas aa ho ho ho aa gale lag ja