Wednesday, November 12, 2014

Hariyali Aur Rasta--1962



Music::Shankar-Jaikishan
Lyrics::Shailendra
Singer::Latamangeshkar & Mukhesh 
Film Directed By::Vijay Bhatt
Starring::Manoj Kumar, Mala Sinha, Helen, Omprakash, Shashikala, Manmohan Krishan, Jagdeep, Surendra, Krishan Kumari 

::::::::

Lakhon tare aasman me ek magar dhunde naa mila 
Dekhke duneeya kee diwalee..dil meraa chupchap jala-2 
Lakhon tare aasman me..ek magar dhunde naa mila-2

Kismat kaa hai nam magar hai..kum hai yeh duneeya walo kaa 
Phoonk diya hai chaman humare khwabo aur khayalo kaa 
Jee karta hai khud hee ghonth de..apne armano kaa gala 
Dekhke duneeya kee diwalee..dil meraa chupchap jala-2

Sau sau sadiyo se lambee yeh..ghum kee rat nahee dhalatee 
Iss andhiyare ke aage abb..aayee dil ek nahee chalatee 
Hanste hee lut gayee chandnee..aur uthte hee chand dhala 
Dekhke duneeya kee diwalee..dil meraa chupchap jala-2

Maut hai behtar iss halat se nam hai jiska majburee 
Kaun musafir tay kar paya dil se dil kee yeh duree 
Kantho hee kantho se gujra jo rahee iss rah chala 
Dekhke duneeya kee diwalee dil meraa chupchap jala-2 
Lakhon tare aasman me ek magar dhunde naa mila 
Dekhke duneeya kee diwalee..dil meraa chupchap jala-2

Begunaah--1991



Music::Rajesh Roshan
Lyrics::Muqtida Hasan Nida Fazli
Film Directed Produced By::Anil Suri
Singer::Kishore Kumar
Starring::Rajesh Khanna, Ashok Kumar, Jeetendra, Raza Murad, Farha Naaz, Jagdish Raj & Sadashiv Amrapurkar. 

::::::::

tere mere pyar ka aisa nata hai
tere mere pyar ka aisa nata hai
dekh ke surat teri
dil ko chain aata hai
ho tere mere
tere mere pyar ka aisa nata hai
dekh ke surat teri
dil ko chain aata hai
ho tere mere

teri chahat har chahat se
sachai lagti hai
teri chahat
teri chahat har chahat se
sachai lagti hai
tere karan hi ye duniya
achi lagti hai
jitne jivan paau mai
yu hi tujhko chahu mai
tera pyar hi har manjil ki
raah dikhata hai
dekh ke surat teri
dil ko chain aata hai
ho tere mere

sahnai ki gunj me ek din
dharti gayegi
sahnai ki gunj me ek din
dharti gayegi
rani bankar tu raja ke dware jayegi
prem ka bandhan jodegi
babul ka ghar chododi
ye manjar jab yaad aata hai
bahut rulata hai
dekh ke surat teri
dil ko chain aata hai
ho tere mere
tere mere pyar ka aisa nata hai
dekh ke surat teri
dil ko chain aata hai
ho tere mere

Sunday, November 9, 2014

Zindagi--1964



Music::Shankar Jaikishen,
Lyrics::Hasrat Jaipuri,
Singer::Mohammed Rafi,
Film Director::Ramanand Sagar
starring, Rajendra Kumar, Raaj Kumar, Vyjayantimala, Jeevan, Mehmood, Helen, Dhumal.

::::::

pahale mile the sapanon me, aur aj samane paya
hay qurban jaun
pahale mile the sapanon me, aur aj samane paya
hay qurban jaun
tum sang jivan aise katega jaise dhup-sang chhaya
hay qurban jaun

::::1

ai sanvali hasina dil mera tune chhina
madahosh manzilon par tune sikhaya jina
ai sanvali hasina dil mera tune chhina
madahosh manzilon par tune sikhaya jina
ek jhalak se mera muqaddar tune aj chamakaya
hay qurban jaun 
pahale mile the sapanon me, aur aj samane paya
hay qurban jaun

::::2

zulfen jo munh pe dalo to din men sham kar do
aur benaqab nikalo to qatl-e-am kar do
vo hi bachega jisako milega tere pyar ka saya
hay qurban jaun 
pahale mile the sapanon me, aur aj samane paya
hay qurban jaun
gar jhumake chalo tum ai jan-e-zindagani
patthar ka bhi kaleja ho jae pani-pani
gar jhumake chalo tum ai jan-e-zindagani
patthar ka bhi kaleja ho jae pani-pani
gore badan par kala anchal aur rang le aya
hay qurban jaun
pahale mile the sapanon me, aur aj samane paya
hay qurban jaun

Thursday, August 28, 2014

Johny Mera Naam--1970















Music Composer::Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director::Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Lyricists::Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Singers::Lata Mangeshkar
Director::Vijay Anand
Starring::Dev Anand, Hema Malini, Pran, Jeevan, Premnath, I.S. Johar

O babul pyare..E..
O babul pyare..E..
O roye payal ke cham cham, o sisake saanso kee sargam
O nis din tujhe pukare mann ho, o babul pyare..E..
O roye payal ke cham cham, o sisake saanso kee sargam
O nis din tujhe pukare mann ho, o babul pyare..E..

Teree hee baaho me bachpan khela, khilatee gayee jindaganee
Teree hee baaho me bachpan khela, khilatee gayee jindaganee
Aandhee aisee phir chalee, tutee dalee se kalee
Bin sawan ke ujada chaman ho, o babul pyare..E..
O roye payal ke cham cham, o sisake saanso kee sargam
O nis din tujhe pukare mann ho

Kaise abhagan bane suhagan, kaun bithaye dolee
Kaise abhagan bane suhagan, kaun bithaye dolee
Kaise aayegee barat, kaise pile honge hath
Kaise betee banegee dulhan ho, o babul pyare..E..
O roye payal ke cham cham, o sisake saanso kee sargam
O nis din tujhe pukare mann ho, o babul pyare..E..

Janak ne kaise tyag diya, apni hee janakee ko
Janak ne kaise tyag diya, apni hee janakee ko
Betee bhatke raaho me, mat dubee aahon me
Betee bhatke raaho me, mat dubee aahon me
Tarse tere daras ko nayan ho, o babul pyare..E..
O roye payal ke cham cham, o sisake saanso kee sargam

O nis din tujhe pukare mann ho

Thursday, July 24, 2014

Bees Saal Baad--1962





















Music::Hemant Kumar 
Lyrics::Shakeel Badayuni
Singer::Hemant Kumar

 Bekarar karke hume yu naa jayiye, aapko hamari kasam laut aayiye - (2)

 Dekhiye woh kalee kalee badliya, julf kee ghata churana le kahee
 Chori chori aake shokh bijliya, aapki ada churana le kahee
 Yu kadam akele naa aage badhayiye, aapko humari kasam laut aayiye
 Bekarar karke.........

 Dekhiye gulab kee woh daliya, badhke chum le naa aap ke kadam - (2)
 Khoye khoye bhanwre bhee hain bag me, koyee aapko bana naa le sanam
 Behki behki najaro se khud ko bachaiye
 Bekarar karke.........

 Jindagi ke raste ajib hain, inn me iss tarah chalana kijiye
 Khair hai isee me aapki hujur, apna koyee sathi dhund lijiye
 Sunke dil kee bat yu naa muskuraiye, aapko humari kasam laut aayiye
 Bekarar karke.........

Parvarish--1958






















Music::Datta Ram 
Director ::S. Banerji
Singer::Lata Mangeshkar,Manna Dey

Masti bhara hai sama hum tum hai dono yahaan
 Aankhon mein aaja dil mein sama ja, jhoome jamin aasmaan - (2)
 Masti bhara hai sama

 Nili aankh mila lo ji, dil mein aaj chhupa lo ji - (2)
 Baahon mein baahein daalo ji, gir na jaaye sambhaalo ji
 Bheegi hawaao mein aisi fijaao mein, hosh mujhe kahaan
 Masti bhara hai sama hum tum hai dono yahaan
 Aankhon mein aaja dil mein sama ja, jhoome jamin aasmaan
 Masti bhara hai sama

 Pyaar se pyaar sajaaye chal, mann ki pyaas bujhaaye chal - (2)
 Pyaar ka raag sunaaye chal, dil ka saaj bajaaye chal
 Pachchhi bhi gaayenge sabako sunaayenge teri meri daastaan
 Masti bhara hai sama hum tum hai dono yahaan
 Aankhon mein aaja dil mein sama ja, jhoome jamin aasmaan
 Masti bhara hai sama

 Aa aa aa....

LAL PATTHAR--1971




Music Director::Shankar-Jaikishan
Lyricists :Neeraj
Singer(s)::ASHA BHONSLE, MANNA DE 
Cast(s)::VINOD MEHRA , RAKHEE , HEMA MALINI , RAJ KUMAR
Yamun Kalyan :: Raga

Re Man Sur Men Gaa
Koii Taar Besur Na Bole, Na Bole
Re Man Sur Men Gaa 

Jiivan Hai Sukh Duhkh Kaa Sangam
Madhyam Ke Sang Jaise Pancham
Donon Ko Ek Banaa
Re Man Sur Men Gaa 

Dil Jo DhaDake Taal Baje Re
Taal Taal Men Samay Chale Re
Samay Ke Sang Ho Jaa
Re Man Sur Men Gaa 

Jag Hai Giiton Kii Rajadhaanii
Sur Hai Raajaa Lay Hai Rannii
Saaz Ruup Ban Jaa
Re Man Sur Men Gaa

Wednesday, July 23, 2014

Kohra--1964


















Music Director::Hemant Kumar
Lyricist::Kaifi Azmi, 
Singer::Hemant Kumar, 
Cast::Waheeda Rehman,Bishwajeet,,Lalita Pawar

ye nayan dare dare, ye jaam bhare bhare
zaraa peene do
kal ki kisko khabar, ik raat hoke nidar
mujhe jeene do
mujhe jeene do
hmm hmm hmm

raat haseen ye chaand haseen
tu sabse haseen mere dilbar
raat haseen ye chaand haseen
tu sabse haseen mere dilbar
aur tujhse haseen
aur tujhse haseen teraa pyaar
tu jaane naa
ye nayan dare dare, ye jaam bhare bhare
zaraa peene do
ye nayan daredare
hmm hmm hmm hmm

pyaar me hai jeewan ki khushi
deti hai khushi kayi gam bhi
pyaar me hai jeewan ki khushi
deti hai khushi kayi gam bhi
mai maan bhi loon,
mai maan bhi loon kabhi haar
tu maane naa
ye nayan dare dare, ye jaam bhare bhare
jara peene do
kal ki kisko khabar, ik raat hoke nidar
mujhe jeene do
hmm hmm hmm hmm
ye nayan dare dare

Thursday, March 13, 2014

Shagird--1967


)

Music Director::Laxmikant-Pyarelal
Lyricists::Majrooh Sultanpuri
Singer(s)::Md.Rafi,Lata Mangeshkar

Woh Hai Zara Khafa Khafa 
To Nain Yun Churaye Hai 
Ki Ho Ho Hohoho Hohhooooo

Woh Hai Zara Khafa Khafa 
To Nain Yun Churaye Hai 
Ki Ho Ho Hohoho Hohhooooo

Na Bol Dun To Kya Karu
Woh Has Ke Yub Bulaye Hai 
Ki Ho Hoo Hoo Hoooo Hoooooo

Has Rahi Chandni Machal Ke Ron Na Dun Kahin 
Eshe Koi Rooth Ta Nahi 

Yeh Tera Khyal Hai Kareeb Aa Mere Haseen

Musjhe Tujse Kuch Gila Nahi


Baate Yun Banaye Ho Ki Hooooooooo Hoooooooo Hoooo

Woh Hai Zara Khafa Khafa 
To Nain Yun Churaye Hai 
Ki Ho Ho Hohoho Hohhooooo