Showing posts with label JHUK GAYA AASMAAN 1968. Show all posts
Showing posts with label JHUK GAYA AASMAAN 1968. Show all posts

Tuesday, March 17, 2009

JHUK GAYA AASMAAN 1968



Singer(s)::MOHAMMAD RAFI

kaun hai jo sapnon mein aaya(2)
kaun hai jo dil mein samaya(2)
lo jhuk gaya aasmaan bhi(2)
ishq mera rang laya(2)
o priya aaaa aaa(2)

zindagi ke har ek mod pe mein(2)
geet gata chala ja raha hoon(2)
bekhudi ka yeh aalam na poocho
manzilo se badha ja raha hoon(2)
kaun hai jo sapnon mein aaya
kaun hai jo dil mein samaya
lo jhuk gaya aasmaan bhi
ishq mera rang laya
o priya aaaa aaa(2)

saj gayi aaj sari dishaye(2)
khul gayi aaj jannat ki raahein(2)
husn jab se mera ho gaya hai
mujh pe padti hai sabki nigahein(2)
kaun hai jo sapnon mein aaya
kaun hai jo dil mein samaya
lo jhuk gaya aasmaan bhi
ishq mera rang laya
o priya aaaa aaa(2)

jism ko maut aati hai lekin(2)
rooh ko maut aati nahi hai(2)
ishq raushan hai raushan rahega
raushani iski jati nahi hai(2)
kaun hai jo sapnon mein aaya(2)
kaun hai jo dil mein samaya(2)
lo jhuk gaya aasmaan bhi(2)
ishq mera rang laya(2)
o priya aaaa aaa(2)

JHUK GAYA AASMAAN 1968



Singer(s)::LATA MANGESHKAR
Music By::Jaikishan Dayabhai Pankal,

Shankarsinh Raghuwanshi
Lyrics By::Hasrat Jaipuri


Unse Mili Nazar
ki Mere Hosh Udh Gaye
aisa Hua Asar
ki Mere Hosh Udh Gaye


jab Woh Mile Mujhe Paheli Baar
unse Ho Gayi Aakhen Chaar
paas Na Baithe Pal Bhar Woh
phir Bhi Ho Gaya Unse Pyar
itni Thi Bas Khabar
ki Mere Hosh Udh Gaye


unki Taraf Dil Jhukne Laga
badhke Kadam Phir Rukne Laga
apne Aap Dum Ghutne Laga
chaye Woh Iss Kadar
ki Mere Hosh Ud Gaye


ghar Mere Aaya Woh Mehemaan
dil Mein Jagaye Sau Toofan
dekh Ke Unki Surat Ko
hay Rah Gayi Mein Hairan
tadpun Idhar Udhar
ki Mere Hosh Ud Gaye