AAJA SANAM MADHUR CHANDNI MAIN HUM Movie Name: Chori Chori Actor(s)/Actress(es): Raj Kapoor, Nargis Singer(s): Manna Dey, Lata Mangeshkar Music Director(s): Shankar, Jaikisan Lyrics: Hasrat Jaipuri
Lyrics: Aaja sanam madhur chandni mein hum Tum mile to wirane mein bhi aa jayegi bahaar Jhumne lagega aasman Jhumne lagega aasman
Kehta hai dil aur machalta hai dil More saajan le chal mujhe taaron ke paar Lagta nahin hai dil yahan Lagta nahin hai dil yahan
Bheegi bheegi raat me, dil ka daaman thaam le Khoyi khoyi zindagi, har dam tera naam le Chand ki behki nazar, keh rahi hai pyaar kar Zindagi hai ek safar, kaun jaane kal kidhar Chand ki behki nazar, keh rahi hai pyaar kar Zindagi hai ek safar, kaun jaane kal kidhar
Aaja sanam madhur chandni mein hum Tum mile to wirane mein bhi aa jayegi bahaar Jhumne lagega aasman Jhumne lagega aasman
Kehta hai dil aur machalta hai dil More saajan le chal mujhe taaron ke paar Lagta nahin hai dil yahan Lagta nahin hai dil yahan
Dil ye chahe aaj to, baadal ban ood jaoon main Dulhan jaisa aasma, dharti par le aaoon main Chand ka dola saje, dhoom taron mein mache Jhoom ke duniyan kahe, pyaar mein do dil mile Chand ka dola saje, dhoom taron mein mache Jhoom ke duniyan kahe, pyaar mein do dil mile
Aaja sanam madhur chandni mein hum Tum mile to wirane mein bhi aa jayegi bahaar Jhumne lagega aasman Jhumne lagega aasman
Kehta hai dil aur machalta hai dil More saajan le chal mujhe taaron ke paar Lagta nahin hai dil yahan Lagta nahin hai dil yahan
Movie Name: Aah (1953) Singer: Lata Mangeshkar, Mukesh Music Director: Shankar-Jaikishan Lyrics: Hasrat Jaipuri Year: 1953 Producer: Raj Kapoor Director: Raja Nawathe Actors: Leela M, Mukesh, Nargis, Pran, Raj Kapoor, Ramesh S, Vijayalaxmi Theme: Family Drama
Aa jaa re aa jaa re, ab meraa dil pukaaraa ro ro ke Gam bhii haaraa badanaam naa ho pyaar meraa aa jaa re
ho o o ghabaraaye haay ye dil \- 2 sapano.n me.n aake kabhii mil \- 2 maut merii taraf aane lagii jaan terii taraf jaane lagii bol shaam\-e\-judaaI kyaa kare \- 2 aas milane kii ta.Dapaane lagii aa jaa re ...
aapane bImaar\-e\-Gam ko dekh le ho sake to tU hamako dekh le tUne dekhaa naa hogaa ye samaa \- 2 kaise jaataa hai dam ko dekh le aa jaa re ..
================================================================ Song : Tere bina aaga ye Chandni Movie : Awaara (1951) Singer : Geeta Dutt
================================================================ Song : Ab Raat Guzarnewali Movie : Awara
================================================================ Song : Ek Bewafa Se Movie : Awara
aabaad nahiin barabaad sahii gaataa huun khushiike gIt magar -2 zakhmon se bharaa siinaa hai meraa hansatii hai magar ye mast nazar duniyaa a a a a a a a duniyaa men tere tiir kaa yaa takadiir kaa maaraa huun aavaaraa huun..aavaaraa huun yaa gardish men huun aasamaan kaa taaraa huun aavaaraa huun..aavaaraa huun
(Hai Dil Ki Lagi Kya Tujhko Khabar Ek Dard Utha Tharaayi Nazar)2
Tharaayi Nazar Khaamosh The Hum Khaamosh The Hum Is Gham Ki Kasam Rote Bhi Rahe..Hanste Bhi Rahe..2 (Yeh Dil Jo Jala Ek Aag Lagi Aansu Jo Bahe Barsaat Hui)..2
Barsaat Hui Baadal Ki Tarah Baadal Ki Tarah Aawaara The Hum Rote Bhi Rahe..Hanste Bhi Rahe..2 Hum Tujhse Mohabbat Karke Sanam ..2 Rote Bhi Rahe..Hanste Bhi Rahe..2 !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Song : Dil Ki Nazar Se Movie : Anari Singer : Lata Mangeshkar, Mukesh
Song : Hamne Tujhko Pyar Kiya Movie : Dulha Dulhan
Dam Bhar Jo Udhar Mu..Nh Phere Dam Bhar Jo Udhar Mu.Nh Phere..O Chandaa Mai Unase Pyaar Kar Luu..Ngii.. Baate..N Hazaar Kar Luu..Ngii
Dil Karataa Hai Pyaar Ke Sajade..2 Aur Mai..N Bhii Unake Saath Chaa.Nd Ko Chandaa Roz Hii Dekhe Merii Pahalii Raat..Ho..Merii Pahalii Raat Baadal Me..N Ab Chhup Jaa Re O Chandaa Mai Unase Pyaar Kar..
Mukesh::Dam Bhar Jo Idhar Mu..Nh Phere Dam Bhar Jo Idhar Mu..Nh Phere..O Chandaa Mai Unase Pyaar Kar Luu..Ngaa.. Nazare..N To Chaar Kar Luu..Ngaa
Mai Chor Huu..N Kaam Hai Chorii..2 Duniyaa Me..N Huu..N Badanaam Dil Ko Churaataa Aayaa Huu..N Mai..N Yehii Meraa Kaam..Ho..Yehii Meraa Kaam Aanaa Tuu Gavaahii Dene O Chandaa Mai Unase Pyaar Kar Luu..Ngaa.. Nazare..N To Chaar Kar Luu..Ngaa
Dil Ko Churaake Kho Mat Jaanaa..2 Raah Na Jaanaa Bhuul In Kadamo..N Se Kuchal Naa Denaa Mere Dil Kaa Phuul..Ho..Mere Dil Kaa Phuul Ye Baat Unhe..N Samajhaa De O Chandaa Mai Unase Pyaar Kar Luu..Ngii...
!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! Song :jaane kaha gaye woh din Movie : Mere Naam Joker (live performance by Mukesh)