Music::Shankar-Jaikishan Lyrics::Shailendra Singer::Latamangeshkar & Mukhesh Film Directed By::Vijay Bhatt Starring::Manoj Kumar, Mala Sinha, Helen, Omprakash, Shashikala, Manmohan Krishan, Jagdeep, Surendra, Krishan Kumari :::::::: Lakhon tare aasman me ek magar dhunde naa mila Dekhke duneeya kee diwalee..dil meraa chupchap jala-2 Lakhon tare aasman me..ek magar dhunde naa mila-2 Kismat kaa hai nam magar hai..kum hai yeh duneeya walo kaa Phoonk diya hai chaman humare khwabo aur khayalo kaa Jee karta hai khud hee ghonth de..apne armano kaa gala Dekhke duneeya kee diwalee..dil meraa chupchap jala-2 Sau sau sadiyo se lambee yeh..ghum kee rat nahee dhalatee Iss andhiyare ke aage abb..aayee dil ek nahee chalatee Hanste hee lut gayee chandnee..aur uthte hee chand dhala Dekhke duneeya kee diwalee..dil meraa chupchap jala-2 Maut hai behtar iss halat se nam hai jiska majburee Kaun musafir tay kar paya dil se dil kee yeh duree Kantho hee kantho se gujra jo rahee iss rah chala Dekhke duneeya kee diwalee dil meraa chupchap jala-2 Lakhon tare aasman me ek magar dhunde naa mila Dekhke duneeya kee diwalee..dil meraa chupchap jala-2
Music::Rajesh Roshan Lyrics::Muqtida Hasan Nida Fazli Film Directed Produced By::Anil Suri Singer::Kishore Kumar Starring::Rajesh Khanna, Ashok Kumar, Jeetendra, Raza Murad, Farha Naaz, Jagdish Raj & Sadashiv Amrapurkar. :::::::: tere mere pyar ka aisa nata hai tere mere pyar ka aisa nata hai dekh ke surat teri dil ko chain aata hai ho tere mere tere mere pyar ka aisa nata hai dekh ke surat teri dil ko chain aata hai ho tere mere teri chahat har chahat se sachai lagti hai teri chahat teri chahat har chahat se sachai lagti hai tere karan hi ye duniya achi lagti hai jitne jivan paau mai yu hi tujhko chahu mai tera pyar hi har manjil ki raah dikhata hai dekh ke surat teri dil ko chain aata hai ho tere mere sahnai ki gunj me ek din dharti gayegi sahnai ki gunj me ek din dharti gayegi rani bankar tu raja ke dware jayegi prem ka bandhan jodegi babul ka ghar chododi ye manjar jab yaad aata hai bahut rulata hai dekh ke surat teri dil ko chain aata hai ho tere mere tere mere pyar ka aisa nata hai dekh ke surat teri dil ko chain aata hai ho tere mere
Music::Shankar Jaikishen, Lyrics::Hasrat Jaipuri, Singer::Mohammed Rafi, Film Director::Ramanand Sagar starring, Rajendra Kumar, Raaj Kumar, Vyjayantimala, Jeevan, Mehmood, Helen, Dhumal. :::::: pahale mile the sapanon me, aur aj samane paya hay qurban jaun pahale mile the sapanon me, aur aj samane paya hay qurban jaun tum sang jivan aise katega jaise dhup-sang chhaya hay qurban jaun ::::1 ai sanvali hasina dil mera tune chhina madahosh manzilon par tune sikhaya jina ai sanvali hasina dil mera tune chhina madahosh manzilon par tune sikhaya jina ek jhalak se mera muqaddar tune aj chamakaya hay qurban jaun pahale mile the sapanon me, aur aj samane paya hay qurban jaun ::::2 zulfen jo munh pe dalo to din men sham kar do aur benaqab nikalo to qatl-e-am kar do vo hi bachega jisako milega tere pyar ka saya hay qurban jaun pahale mile the sapanon me, aur aj samane paya hay qurban jaun gar jhumake chalo tum ai jan-e-zindagani patthar ka bhi kaleja ho jae pani-pani gar jhumake chalo tum ai jan-e-zindagani patthar ka bhi kaleja ho jae pani-pani gore badan par kala anchal aur rang le aya hay qurban jaun pahale mile the sapanon me, aur aj samane paya hay qurban jaun