Music::O.P.Nayyar Lyrics::Shevan Rizvi Singer's::Mohammed Rafi Film Directed By::Joy Mukherjee Cast::Joy Mukherjee, Mala Sinha, Sharmila Tagore, Rehman, Jagirdar, Sapru, Malka, Polsan ::::::::: dil ki aavaaz bhi..mm mm mm dil ki aavaaz bhi sun mere fasaane pe na jaa meri nazaro ki taraf dekh zamaane pe na jaa dil ki aavaaz bhi sun mere fasaane pe na jaa meri nazaro ki taraf dekh zamaane pe na jaa dil ki aavaaz bhi..mm mm mm ik nazar fer le.... ik nazar fer le jine ki ijaazat de de ruthane vaale vo pahali si muhabbat de de ik nazar fer le jine ki ijaazat de de ruthane vaale vo pahali si muhabbat de de ishq maasum hai...ishq maasum hai ilazaam lagaane pe na jaa dil ki aavaaz bhi..mm mm mm vaqt inasaan pe...... vaqt inasaan pe aisaa bhi kabhi aataa hai raah me chhod ake saayaa bhi chalaa jaataa hai vaqt inasaan pe aisaa bhi kabhi aataa hai raah me chhod ake saayaa bhi chalaa jaataa hai din bhi nikalegaa kabhi..din bhi nikalegaa kabhi raat ke aane pe na jaa dil ki aavaaz bhi..mm mm mm mai haqiqat hun........ mai haqiqat hun ye ik roz dikhaaungaa tujhe begunaahi pe muhabbat ki rulaaungaa tujhe mai haqiqat hun ye ik roz dikhaaungaa tujhe begunaahi pe muhabbat ki rulaaungaa tujhe daag dil ke nahi mitate hai mitaane pe na jaa dil ki aavaaz bhi sun mere fasaane pe na jaa meri nazaro ki taraf dekh zamaane pe na jaa dil ki aavaaz bhi sun mere fasaane pe na jaa meri nazaro ki taraf dekh zamaane pe na jaa dil ki aavaaz bhi..mm mm mm
Music::Kalyanji Anandji Lyrics::Gulshan Bawra Singer::Lata Mangeshkar,Hemant Kumar Film Directed By::Ravindra Dave Film Producer By::Ravindra Dave Cast::Balraj Sahni, Meena Kumari, Suresh, Tiwari, Asit Sen, Vijay Choudhary, Johnny Walker, Krishnakant, Savita ::::::::: tumhe yad hoga kabhi hum mile the tumhe yad hoga kabhi hum mile the mohabbat ki raho me mil ke chale the bhula do mohabbat me hum tum mile the sapna hi samjho ke mil ke chale the bhula do mohabbat me hum tum mile the duba hu gam ki gahraiyo me sahara hai yado ka tanhaiyo me duba hu gam ki gahraiyo me sahara hai yado ka tanhaiyo me sahara hai yado ka tanhaiyo me bhula do mohabbat me hum tum mile the kahi aur dil ki dunia basa lo kasam hai tumhe wo kasam tod dalo kahi aur dil ki duniya basa lo kasam hai tumhe wo kasam tod dalo kasam hai tumhe wo kasam tod dalo tumhe yad hoga kabhi hum mile the nayi dil ki duniya basa na sakuga jo bhule ho tum wo bhula na sakuga nayi dil ki duniya basa na sakuga jo bhule ho tum wo bhula na sakuga jo bhule ho tum wo bhula na sakuga bhula do mohabbat me hum tum mile the agar zindagi ho apne hi bas me tumhari kasam hum na bhule wo kasme agar zindagi ho apne hi bas me tumhari kasam hum na bhule wo kasme tumhari kasam hum na bhule wo kasme tumhe yad hoga kabhi hum mile the mohabbat ki raho me mil ke chale the bhula do mohabbat me hum tum mile the sapna hi samjho ke mil ke chale the bhula do mohabbat me hum tum mile the
Music::Kalyanji Veerji Shah Lyrics::Kalyanji Veerji Shah Singer::Lata Mangeshkar,Hemant Kumar Film Directed By::Ravindra Dave Cast::Sunil Dutt, Shakeela, Leela Chitnis, Poornima, Tiwari, Amarnath, Manorama, Krishnakant, Mirza Musharraf, Kundan, Ramesh Sinha, Gulab, Sadhna, Sadiq, Narbada Shankar, Nazir ::::::::: o nind na mujh ko aaye, dil mera ghabraye chup ke chup ke koi aake soya pyar jagaye o nind na mujh ko aaye, dil mera ghabraye chup ke chup ke koi aake soya pyar jagaye o nind na mujh ko aaye soya hua sansar hai soya hua sansar soya hua sansar hai soya hua sansar mai jagu yaha, tu jage waha ek dil me dard dabaye o nind na mujh ko aaye, dil mera ghabraye chup ke chup ke koi aake soya pyar jagaye o nind na mujh ko aaye ek bich me divar hai ek bich me divar ek bich me divar hai ek bich me divar mai tadapu yaha, tu tadape vaha haye chain jiya ko nahi aaye o nind na mujh ko aaye, dil mera ghabraye chup ke chup ke koi aake soya pyar jagaye o nind na mujh ko aaye
Music::Salil Chowdhury Lyrics::Majrooh Sultanpuri Singer::Lata Mangeshkar Film Directed By::D D Kashyap Cast::Dev Anand, Mala Sinha, Jayant, Sunder, Agha, Mubarak, Lalita Pawar, Helen, Niranajan Sharma :::::::::: jaare ,jaare Ud ja re panchi baharon ke desh jaare yahan kya hai mere pyare kyon darde bagiya mere man ki jaare, jaare Ud ja re panchi baharon ke desh jaare yahan kya hai mere pyare kyon darde bagiya mere man ki jaare, na daali rahi na kali azab gham ki andhi chali uddi dhupti dhool rahon mein na daali rahi na kali ajab gham ki andhi chali uddi dhupti dhool rahon mein jaare yeh gali hai birhan ki baharon ke desh jaare yahan kya hai mere pyare kyon darde bagiya mere man ki jaare ::::::: main beena utha na saki tere sang ga na saki dhale mere geet aahon mein main beena utha na saki tere sang ga na saki dhale mere geet aahon mein jaare yeh gali hain asoowan ki baharon ke desh jaare yahan kya hai mere pyare ke ujad gayi bagiya mere man ki ::::::: jaare, jaare Ud ja re panchi baharon ke desh jaare yahan kya hai mere pyare kyon darde bagiya mere man ki jaare
Music::Sachin Dev Burman Lyrics::Shailendra Singer's::Mohammed Rafi Film Director By::Vijay Anand Film Producer By::Dev Anand Cast::Dev Anand, Waheeda Rehman, Nanda, Rashid Khan, Vijay Anand, Kishore Sahu, Leela Chitnis, Chetan Anand, Madan Puri, Helen, Guru Dutt, Dilip Kumar, Kishore Kumar, Raaj Kumar, Rajendra Kumar, Kumkum, Lata Mangeshkar, Sohrab Modi, Mukri, Naaz, Nadira, Nargis Dutt, Nimmi, Mohammed Rafi ::::::::: o ho ho ho khoya khoya chand khula aasman aankho me sari rat jayegi, tumko bhi kaise nind aayegi ho ho khoya khoya chand khula aasman aankho me sari rat jayegi, tumko bhi kaise nind aayegi ho ho khoya khoya chand masti bhari hawa jo chali, masti bhari hawa jo chali khil khil gayi yeh dil ki kali mann ki gali me hai khalbali, ke unko toh bulao o ho ho khoya khoya chand khula aasman aankho me sari rat jayegi, tumko bhi kaise nind aayegi ho ho khoya khoya chand tare chale najare chale, tare chale najare chale sang sang mere woh sare chale charo taraf ishare chale, kisi ke toh ho jao oh ho ho khoya khoya chand khula aasman aankho me sari rat jayegi, tumko bhi kaise nind aayegi ho ho khoya khoya chand ho ho ho ho ho ho aisi hi rat bhigi si rat, aisi hi rat bhigi si rat hatho me hath hote woh sath keh lete unse dil ki yeh bat abb toh naa satao oh ho ho khoya khoya chand khula aasman aankho me sari rat jayegi, tumko bhi kaise nind aayegi ho ho khoya khoya chand ham mit chale jinke liye, ham mit chale hai jinke liye bin kuchh kahe woh chup chup rahe koyi jara yeh unse kahe, naa aise aajmao oh ho ho khoya khoya chand, khula aasman aankho me sari rat jayegi, tumko bhi kaise nind aayegi ho ho khoya khoya chand, khoya khoya chand
Music::Shaukat Dehlvi Nashad Lyrics::Khumar Barabankwi Singer's::Talat Mahmood Film Director By::K Amarnath Film Producer By::K Amarnath Productions Ltd Cast::Ajit, Geeta Bali, Pran, Gope, Murad, Cuckoo, Minu Mumtaz, Chandrashekhar, Tiwari, Sapru, Amir Bano, Ramesh Thakur ::::::::: tasveer banata hu, tasveer nahi banti, tasveer nahi banti tasveer banata hu, tasveer nahi banti, tasveer nahi banti ek khvaab sa dekha hai, taabir nahi banti, tasveer nahi banti tasveer banata hu, tasveer nahi banti, tasveer nahi banti bedard muhabbat ka itna sa hai afasaana bedard muhabbat ka itna sa hai afasaana nazro se mili nazre, mai ho gaya divaana ab dil ke bahlane ki, tadbir nahi banti, tasveer nahi banti tasveer banata hu, tasveer nahi banti, tasveer nahi banti dam bhar ke liye meri duniya me chale aao dam bhar ke liye meri duniya me chale aao tarsi hui aankho ko phir shakl dikha jaao mujhse to meri bigdi, takdir nahi banti, tasveer nahi banti tasveer banata hu, tasveer nahi banti, tasveer nahi banti tasveer banata hu
Music::Madan Mohan Lyrics::Rajinder Krishan Singer's::Talat Mahmood Film Director By::Vinod Kumar Film Producer By::Light & Shade Cast::Bharat Bhushan, Mala Sinha, Shashikala, Prithviraj Kapoor, Sunder, Minu Mumtaz, Chandrashekhar, Achla Sachdev, Om Parkesh, Randhir Kapoor, Aruna Irani, Siddhu, Farida Jalal ::::::::: phir vohi shaam vahi gam vahi tanahaai hai dil ko samajhaane teri yaad chali aai hai phir tasavvur tere pahalu me bithaa jaaegaa phir gayaa vaqt ghadi bhar ko palat aaegaa dil bahal jaaegaa aakhir ye to saudaai hai phir vohi shaam jaane ab tujh se mulaaqaat kabhi ho ke na ho jo adhuri rahe vo baat kabhi ho ke na ho meri mazil teri mazil se bichhad aai hai phir vohi shaam phir tere zulf ke rukhasaar ki baate hogi hijr ki raat magar pyaar ki baate hogi phir muhabbat me tadapane ki qasam khaai hai phir vohi shaam
Music::Ghulam Mohammad Lyrics::Shakeel Badayuni Singer's::Talat Mahmood Film Director By::A R Kardar Film Producer By::Kardar Productions Cast::Talat Mahmood, Shyama, Shyam Kumar, Dewan Sarai, Master Romi, Ramesh, S N Banerjee, Peace Kanwal, L Ramesh ::::::::: zindagi dene vale sun teri duniya se dil bhar gaya mai yaha jite ji mar gaya zindagi dene vale sun teri duniya se dil bhar gaya mai yaha jite ji mar gaya raat katati nahi din guzarata nahi zakhm aisa diya hai ke bharta nahi aankh viraan hai dil pareshaan hai gam ka saaman hai jaise jaadu koi kar gaya zindagi dene vale sun bekhata tune mujh se khushi chhin li zinda rakha magar zindagi chhin li kar diya dil ka khun chup kaha tak rahun saaf kyu na kahu tu khushi se meri dar gaya zindagi dene vale sun teri duniya se dil bhar gaya mai yaha jite ji mar gaya zindagi dene vale sun
Music::Laxmikant Pyarelal Lyrics::Asad Bhopali Singer's::Kishore Kumar, Asha Bhosle Film Director By::Maruti Film Producer By:: Cast::Dara Singh Randhawa, Kishore Kumar, Ameeta, Maruti, Sheikh Mukhtar, Samson, Nasreen, Bela Bose ::::::::: aha kya teri zulfe hai aha kya teri ankhe hai aha mai jise umr bhar dhundha kiya wahi hai tu aha kya teri bate hai aha kya mulaqate hai aha dil jise bin mile chaha kiya wahi hai tu aha kya teri zulfe hai ruki-ruki dabi-dabi sanse uf tauba dil me mere chubhati hui nazare uf tauba ruki-ruki dabi-dabi sanse uf tauba ho honth tharraye nigahe khud-ba-khud sharmagai kya teri zulfe hai aha kya teri ankhe hai aha mai jise umr bhar dhundha kiya wahi hai tu aha kya teri bate hai adhire-dhire khulane lagaraz-e-dil mera tune abhi chhedahi kyo saz-e-dil mera dhire-dhire khulane lagaraz-e-dil mera han jab tu hai sath sanam phir koi bat sanam manata hai dil kahi kya teri bate hai aha kya mulaqate hai aha dil jise bin mile chaha kiya wahi hai tu aha kya teri zulfe hai kyaho agar bad-e-sabaanchal dhalakade aisana ho ke teri nazar kahi shole bhadakade kyaho agar ha bad-e-sabaha anchal dhalakade ho hosh ud jayege age bat kahane ki nahi kya teri zulfe hai aha kya teri ankhe hai aha mai jise umr bhar dhundha kiya wahi hai tu aha kya teri bate hai aha kya mulaqate hai aha dil jise bin mile chaha kiya wahi hai tu aha kya teri zulfe hai
Music::Jaidev Lyrics::Sahir Ludhianvi Singer's::Mohammed Rafi Film Director By::Amarjeet Film Producer By::Brij Mohan, Dev Anand Cast::Dev Anand, Nanda, Sadhna, Lalita Pawar, Jagirdar, Rashid Khan, Leela Chitnis, Jagdish Raaj, Prabhu Dayal, Wasi Khan, Bhagwan Sinha, Ravikant, Prem Sagar, Ghulam Hussain ::::::::: mai zindagi kaa saath nibhaataa chalaa gayaa har fikr ko dhune me udaataa chalaa gayaa barabaadiyo kaa sog manaanaa fizul thaa - 2 barabaadiyo kaa jashn manaataa chalaa gayaa mai zindagi jo mil gayaa usi ko muqaddar samajh liyaa - 2 jo kho gayaa mai usako bhulaataa chalaa gayaa mai zindagi gam aur khushi me fark na mahasus ho jahaan - 2 mai dil ko us muqaam pe laataa chalaa gayaa mai zindagi
Music::Ravi Lyrics::Rajinder Krishan Singer's::Lata Mangeshkar Film Director By::A Bhimsingh Film Producer By::Vasu Menon Cast::Sunil Dutt, Nutan, Pran, Om Prakash, Lalita Pawar, Helen and Mumtaz ::::::::: tumhi mere mandir, tumhi meri puja tumhi devta ho, tumhi devta ho tumhi mere mandir, tumhi meri puja tumhi devta ho, tumhi devta ho koi meri aankho se dekhe to samajhe ke tum mere kya ho, ke tum mere kya ho tumhi mere mandir, tumhi meri puja tumhi devta ho, tumhi devta ho jidhar dekhti hu udhar tum hi tum ho na jane magar kin khayalo me gum ho jidhar dekhti hu udhar tum hi tum ho na jane magar kin khayalo me gum ho mujhe dekhkar tum zara muskura do nahi to mai samajhugi, mujhse kafa ho tumhi mere mandir, tumhi meri puja tumhi devta ho, tumhi devta ho tumhi mere mathe ki bindiya ki jhilmil tumhi mere hatho ke gajro ki manzil tumhi mere mathe ki bindiya ki jhilmil tumhi mere hatho ke gajro ki manzil mai hun ek chhoti si maati ki gudiya tumhi pran mere, tumhi aatma ho tumhi mere mandir, tumhi meri puja tumhi devta ho, tumhi devta ho bahut raat biti chalo mai sula du pavan chhede sargam mai lori suna du bahut raat biti chalo mai sula du pavan chhede sargam mai lori suna du tumhe dekhkar ye kayal aa raha hai ke jaise farishta koi so raha hai tumhi mere mandir, tumhi meri puja tumhi devta ho, tumhi devta ho tumhi mere mandir, tumhi meri puja tumhi devta ho, tumhi devta ho
Music::Salil Chowdhury Lyrics::Rajinder Krishan Singer's::Talat Mahmood,Lata Mangeshkar Film Director By::Hrishikesh Mukherjee Cast::Sunil Dutt, Asha Parekh, Nirupa Roy, Lalita Pawar, Nazir Hussain, Asit Sen, Achla Sachdev, Mohan Choti, Ashim Kumar, Krishan Dhawan, Farida Dadi, R P Kapoor, Ashok, Gajraj Rao ::::::::: itana na mujhase tu pyar badha ke mai ek badal avara kaise kisi ka sahara banun ke mai khud beghar bechara is liye tujhase pyar karu ke tu ek badal avara janam janam se hu sath tere ke nam mera jal ki dhara itana na mujhase tu pyar badha ke mai ek badal avara janam janam se hu sath tere ke nam mera jal ki dhara mujhe ek jagah aram nahi ruk jana mera kam nahi mujhe ek jagah aram nahi ruk jana mera kam nahi mera sath kaha tak dogi tum mai desh videsh ka bajara itana na mujhase tu pyar badha ke mai ek badal avara kaise kisi ka sahara banun ke mai khud beghar bechara is liye tujhase pyar karu ke tu ek badal avara janam janam se hu sath tere ke nam mera jal ki dhara o nil gagan ke divane tu pyar na mera pahachane o nil gagan ke divane tu pyar na mera pahachane mai tab tak sath chalun tere jab tak na kahe tu mai hara is liye tujhase pyar karu ke tu ek badal avara janam janam se hu sath tere ke nam mera jal ki dhara itana na mujhase tu pyar badha ke mai ek badal avara kaise kisi ka sahara banun ke mai khud beghar bechara kyu pyar me tu nadan bane ek badal ka arman bane kyu pyar me tu nadan bane ek badal ka arman bane ab laut ke jana mushkil hai maine chhod diya hai jag sara itana na mujhase tu pyar badha ke mai ek badal avara janam se hu sath tere ke nam mera jal ki dhara
Music::Salil Chowdhury Lyrics::Rajinder Krishan Singer's::Mukesh, Lata Mangeshkar Film Director By::Hrishikesh Mukherjee Cast::Sunil Dutt, Asha Parekh, Nirupa Roy, Lalita Pawar, Nazir Hussain, Asit Sen, Achla Sachdev, Mohan Choti, Ashim Kumar, Krishan Dhawan, Farida Dadi, R P Kapoor, Ashok, Gajraj Rao ::::::::: dil se dil ki dor bandhe chori chori jane ham-tum tum-ham sang-sang chale aaj kahan, aaj kahan dil se dil ki dor bandhe chori chori jane ham-tum tum-ham sang-sang chale aaj kahan, aaj kahan qadam milakar chale udhar le ke chale ye pyar jidhar qadam milakar chale udhar le ke chale ye pyar jidhar pyar ke rahi tu hi bata katm kahan hoga ye safar pyar ke rahi tu hi bata katm kahan hoga ye safar jahan pe gae dil ki saragam jhum jhum koi ham-tum tum-ham sang-sang chale aaj kahan, aaj kahan dil se dil ki dor bandhe chori chori jane ham-tum tum-ham sang-sang chale aaj kahan, aaj kahan nai si duniya naya saman chhupa hua tha pyar kahan nai si duniya naya saman chhupa hua tha pyar kahan chhupa hua tha yahinkahin kabar ye dil ko magar nahin chhupa hua tha yahinkahin kabar ye dil ko magar nahin hatao parada pyar jaga chalo basa len ham-tum tum-ham sang-sang chale aaj kahan, aaj kahan dil se dil ki dor bandhe chori chori jane ham-tum tum-ham sang-sang chale aaj kahan, aaj kahan kali bhi pahle phul hui fir vo kisiki bhul hui chaman rahe ye khila khila dil ho dil se mila mila kali bhi pahle phul hui fir vo kisiki bhul hui chaman rahe ye khila khila dil ho dil se mila mila mili hai manjil jindagi ko se ham-tum tum-ham sang-sang ab chale kaha, chale kaha dil se dil ki dor bandhe chori chori jane ham-tum tum-ham sang-sang chale aaj kahan, aaj kahan