Singer: Lata Mangeshkar, Mukesh
Music Director: Shankar-Jaikishan
Lyrics: Hasrat Jaipuri
Year: 1953
Producer: Raj Kapoor
Director: Raja Nawathe
Actors: Leela M, Mukesh, Nargis, Pran, Raj Kapoor, Ramesh S, Vijayalaxmi
Theme: Family Drama
Aa jaa re
aa jaa re, ab meraa dil pukaaraa
ro ro ke Gam bhii haaraa
badanaam naa ho pyaar meraa
aa jaa re
ho o o ghabaraaye haay ye dil \- 2
sapano.n me.n aake kabhii mil \- 2
maut merii taraf aane lagii
jaan terii taraf jaane lagii
bol shaam\-e\-judaaI kyaa kare \- 2
aas milane kii ta.Dapaane lagii
aa jaa re ...
aapane bImaar\-e\-Gam ko dekh le
ho sake to tU hamako dekh le
tUne dekhaa naa hogaa ye samaa \- 2
kaise jaataa hai dam ko dekh le
aa jaa re ..
================================================================
Song : Tere bina aaga ye Chandni
Movie : Awaara (1951)
Singer : Geeta Dutt
================================================================
Song : Ab Raat Guzarnewali
Movie : Awara
================================================================
Song : Ek Bewafa Se
Movie : Awara
================================================================
No comments:
Post a Comment