Enjoy my collections...and please leave a comment if you appreciate my efforts.
Thursday, June 24, 2010
Kal Aaj Aur Kal ~~ 1971
Director::Randhir Kapoor
Music Director::Shankar-Jaikishan
Producer::Raj Kapoor
Lyrics::Neeraj
Singer::Asha Bhosle,Kishore Kumar,Mukesh
Kalpana 1960
Lyricist(s)::OP Nayyar
Musician(s)::Asha Bhosle & Sudha Malhotra
Oye Assalam alekum babu
Kaho Kaisa haal hai
assalam alekum
Walekum assalam kudiye bada changa haal hai
Assalam alekum
Chhed nahin bakein mujhe
badi shareer hoon
jane kaun hai woh ranjha
jiski mein heer hoon
Ishq maumlemein bada benazeer hoon
karle to ... mujhe ashqon ka teer hoon
gori tere ashqoon ka bada bura haal hai
Oye Assalam alekum babu
Kaho Kaisa haal hai
assalam alekum
Walekum assalam kudiye bada changa haal hai
Assalam alekum
Bholi bhali aankhon wali
gaon ki ye chorian
todke dilon ke taale karti hain chorian
kaale kale balaon wali
gori gori chorian
haske pila deti hain pyar ki katorian
dilon ko kyun na loote muft ka maal hai
Oye Assalam alekum babu
Kaho Kaisa haal hai
assalam alekum
Walekum assalam kudiye bada changa haal hai
Assalam alekum
kison jane chediyan se us tano kutiyan
pyar wala phir bhi na chutiyan
pyar di musafir usi kiton sanu lootiyan
changi pali junde paisa kitna maran kootiyan
ufh jee na kiti usa gadi ki majal hai
Oye Assalam alekum babu
Kaho Kaisa haal hai
assalam alekum
Walekum assalam kudiye bada changa haal hai
Assalam alekum
Wednesday, June 23, 2010
Taqdeer 1967
Beautiful and meaningful song
-- Anand Bakshi
kaise koi jaane bhala
khawabon ki tabeer
aakash pe behtha huwa
likhta hai woh taqdeer
kaise koi jaane...
kis rang se jane bane
jeevan ki tasveer
aakash pe...
jisko kushi se jeena ho
yeh baat woh jaan le
marzi jo bhagwan ki
hanse ke usse maan le
maan le
jise bane gham bhi khushi
hai ye wohi tadbeer
aakash pe...
do roz ki ye zindagi
kis cheez ka naam hai
har ik zuban hai be-khabar
anjaan har shaam hai
shaam hai
kisko pata toote kahan
sanso ki zanjeer
aakash pe...
kaise koi jaane...
khawabon ki tabeer
aakash pe behtha huwa
likhta hai woh taqdeer
kaise koi jaane...
kis rang se jane bane
jeevan ki tasveer
aakash pe...
jisko kushi se jeena ho
yeh baat woh jaan le
marzi jo bhagwan ki
hanse ke usse maan le
maan le
jise bane gham bhi khushi
hai ye wohi tadbeer
aakash pe...
do roz ki ye zindagi
kis cheez ka naam hai
har ik zuban hai be-khabar
anjaan har shaam hai
shaam hai
kisko pata toote kahan
sanso ki zanjeer
aakash pe...
kaise koi jaane...
Subscribe to:
Posts (Atom)