-- Anand Bakshi
kaise koi jaane bhala
khawabon ki tabeer
aakash pe behtha huwa
likhta hai woh taqdeer
kaise koi jaane...
kis rang se jane bane
jeevan ki tasveer
aakash pe...
jisko kushi se jeena ho
yeh baat woh jaan le
marzi jo bhagwan ki
hanse ke usse maan le
maan le
jise bane gham bhi khushi
hai ye wohi tadbeer
aakash pe...
do roz ki ye zindagi
kis cheez ka naam hai
har ik zuban hai be-khabar
anjaan har shaam hai
shaam hai
kisko pata toote kahan
sanso ki zanjeer
aakash pe...
kaise koi jaane...
khawabon ki tabeer
aakash pe behtha huwa
likhta hai woh taqdeer
kaise koi jaane...
kis rang se jane bane
jeevan ki tasveer
aakash pe...
jisko kushi se jeena ho
yeh baat woh jaan le
marzi jo bhagwan ki
hanse ke usse maan le
maan le
jise bane gham bhi khushi
hai ye wohi tadbeer
aakash pe...
do roz ki ye zindagi
kis cheez ka naam hai
har ik zuban hai be-khabar
anjaan har shaam hai
shaam hai
kisko pata toote kahan
sanso ki zanjeer
aakash pe...
kaise koi jaane...
No comments:
Post a Comment