Wednesday, December 30, 2015

Shree 420--1955

Music::Shankar Jaikishan
Lyrics::Shailendra
Singer::Manna Dey, Asha Bhosle
Film Directed By::Raj Kapoor
Film Producer By::Raj Kapoor
Cast::Raj Kapoor, Nargis Dutt, Nadira, Bhudo Advani, Lalita Pawar, Rashid Khan, Nemo, Iftekhar, Hari Shivdasani, Nana Palsikar, Ali Mirajkar, Jai Kishan, Pankaj, M Kumar, Pasi Patel, Ramesh Sinha, Shailendra, Tun Tun, Anwaribai, Indirani, Bhagwan Das, Sheela Vaz, Satyanarayan, Raju

::::::::

mud mud ke na dekh mud mud ke, mud mud ke na dekh mud mud ke
mud mud ke na dekh mud mud ke, mud mud ke na dekh mud mud ke
zidagani ke safar me tu akela hi nahi hai ham bhi tere hamsafar hai
zidagani ke safar me tu akela hi nahi hai ham bhi tere hamsafar hai
mud mud ke na dekh mud mud ke, mud mud ke na dekh mud mud ke
mud mud ke na dekh mud mud ke, mud mud ke na dekh mud mud ke

aaye gaye manzilo ke nishaan, lahra ke jhuma jhuka aasmaan
lekin rukega na ye kaarwan

naino se naina jo mila ke dekhe, mausam ke saath muskura ke dekhe
duniya usiki hai jo aage dekhe

duniya ke saath jo badlata jaaye, jo iske dhanche me hi dhalta jaaye
duniya usiki hai jo chalta jaaye
duniya ke saath jo badlata jaaye, jo iske dhanche me hi dhalta jaaye
duniya usiki hai jo chalta jaaye
mud mud ke na dekh mud mud ke, mud mud ke na dekh mud mud ke
mud mud ke na dekh mud mud ke, mud mud ke na dekh mud mud ke
zidagani ke safar me tu akela hi nahi hai ham bhi tere hamsafar hai
zidagani ke safar me tu akela hi nahi hai ham bhi tere hamsafar hai
mud mud ke na dekh mud mud ke, mud mud ke na dekh mud mud ke
mud mud ke na dekh mud mud ke, mud mud ke na dekh mud mud ke

Amar Prem--1972

Music::R D Burman
Lyrics::Anand Bakshi
Singer::Kishore Kumar
Film Directed By::Shakti Samanta
Film Producer By::Shakti Samanta
Cast::Rajesh Khanna, Sharmila Tagore, Vinod Mehra, Sujit Kumar, Om Parkesh, Bindu, Farida Jalal, Satyen Kappu, Manmohan, Moolchand, Asit Sen, Raju Shreshta, Madan Puri, Naaz, Rakesh Pandey, Birbal

::::::::

chigaari koi bhadake,  to saavan use bujhaaye
saavan jo agan lagaaye,  use kaun bujhaaye,
o use kaun bujhaaye

patajhad jo baag ujaade,  vo baag bahaar khilaaye
jo baag bahaar me ujade,  use kaun khilaaye
o use kaun khilaaye

hamase mat puchho kaise,  mandir tutaa sapano kaa - (2)
logo ki baat nahi hai,  ye kissaa hai apano kaa
koi dushman thes lagaaye,  to mit jiyaa bahalaaye
man mit jo ghaav lagaaye,  use kaun mitaaye

na jaane kyaa ho jaataa,  jaane ham kyaa kar jaate - (2)
pite hai to zindaa hai,  na pite to mar jaate
duniyaa jo pyaasaa rakhe,  to madiraa pyaas bujhaaye
madiraa jo pyaas lagaaye,  use kaun bujhaaye
o use kaun bujhaaye

maanaa tufaan ke aage,  nahi chalataa zor kisikaa - (2)
maujo kaa doshh nahi hai,  ye doshh hai aur kisi kaa
majadhaar me naiyaa dole,  to maajhi paar lagaaye
maajhi jo naav duboye,  use kaun bachaaye
o use kaun bachaaye

chigaari

Amar Prem--1972

Music::R D Burman
Lyrics::Anand Bakshi
Singer::Kishore Kumar
Film Directed By::Shakti Samanta
Film Producer By::Shakti Samanta
Cast::Rajesh Khanna, Sharmila Tagore, Vinod Mehra, Sujit Kumar, Om Parkesh, Bindu, Farida Jalal, Satyen Kappu, Manmohan, Moolchand, Asit Sen, Raju Shreshta, Madan Puri, Naaz, Rakesh Pandey, Birbal

::::::::

kuchh to log kahenge, logo ka kaam hai kahana
chhodo bekar ki bato me kahi bit na jaye raina  
kuchh to log kahenge, logo ka kaam hai kahana
chhodo bekar ki bato me kahi bit na jaye raina  
kuchh to log kahenge

kuchh rit jagat ki aisi hai, har ek subah ki sham hui 
kuchh rit jagat ki aisi hai, har ek subah ki sham hui
tu kaun hai, tera nam hai kya, sita bhi yaha badnam hui
phir kyun sansar ki bato se, bhig gaye tere naina
kuchh to log kahenge, logo ka kaam hai kahana
chhodo bekar ki bato me kahi bit na jaye raina
kuchh to log kahenge 

hamko jo tane dete hai, ham khoye hai in rangraliyo me 
hamko jo tane dete hai, ham khoye hai in rangraliyo me 
hamne unko bhi chhup chhupke, aate dekha in galiyo me
ye sach hai jhuthi baat nahi, tum bolo ye sach hai na
kuchh to log kahenge, logo ka kaam hai kahana
chhodo bekar ki bato me kahi bit na jaye raina
kuchh to log kahenge, logo ka kaam hai kahana 

Amar Prem--1972

Music::R D Burman
Lyrics::Anand Bakshi
Singer::Lata Mangeshkar
Film Directed By::Shakti Samanta
Film Producer By::Shakti Samanta
Cast::Rajesh Khanna, Sharmila Tagore, Vinod Mehra, Sujit Kumar, Om Parkesh, Bindu, Farida Jalal, Satyen Kappu, Manmohan, Moolchand, Asit Sen, Raju Shreshta, Madan Puri, Naaz, Rakesh Pandey, Birbal

::::::::

bada natakhat hai re krishhn kanhaiya, ka kare yashoda maiya
bada natakhat hai re krishhn kanhaiya, ka kare yashoda maiya 
ha bada natakhat hai re

dhundhe ri ankhiya use charo or 
janey kaha chhup gaya nandakishor
dhundhe ri ankhiya use charo or 
janey kaha chhup gaya nandakishor
ud gaya aise jaise purawaya, ka kare yashoda maiya
ha bada natakhat hai re

mere jiwan ka too ek hi sapna
jo koyi dekhe tohe samajhe wo apna
mere jiwan ka too ek hi sapna
jo koyi dekhe tohe samajhe wo apna
sab ka hai pyara, ho sab ka hai pyara bansi bajaya
ka kare yashoda maiya
ha bada natakhat hai re krishhn kanhaiya, ka kare yashoda maiya
ha bada natakhat hai re 

Amar Prem--1972

Music::R D Burman
Lyrics::Anand Bakshi
Singer::Lata Mangeshkar
Film Directed By::Shakti Samanta
Film Producer By::Shakti Samanta
Cast::Rajesh Khanna, Sharmila Tagore, Vinod Mehra, Sujit Kumar, Om Parkesh, Bindu, Farida Jalal, Satyen Kappu, Manmohan, Moolchand, Asit Sen, Raju Shreshta, Madan Puri, Naaz, Rakesh Pandey, Birbal

::::::::

aap aaye to khayaala-ye-dila-ye-naashaad aayaa
kitane bhoole huye jakhmon kaa pataa yaad aayaa

aap ke lab pen kabhee apanaa bhee naam aayaa thaa
shokh najaronse mohabbat kaa salaam aayaa thaa
umarbhar saath nibhaane kaa payaam aayaa thaa
aap ko dekh ke wo yehad-ye-wafaa yaad aayaa

ruh mein jal uthhe, buzatee huyee yaadon ke diye
kaise diwaane the, aap ko paane ke liye
yoo to kuchh kam naheen jo aap ne yehasaan kiye
par jo maange se naa paayaa, wo silaa yaad aayaa

Gumrah --1963

Music::Ravi
Lyrics::Sahir Ludhianvi
Singer::Mahendra Kapoor
Film Directed By::B R Chopra
Film Producer By::B R Chopra
Cast::Sunil Dutt, Mala Sinha, Shashikala, Ashok Kumar, Nirupa Roy, Vandana, Rehman, Nana Palsikar

Singer::Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Film Directed By::B R Chopra
Film Producer By::B R Chopra
Cast::Sunil Dutt, Mala Sinha, Shashikala, Ashok Kumar, Nirupa Roy, Vandana, Rehman, Nana Palsikar

::::::::

inn hawao me, inn fijao me tujhko meraa pyar pukare
aaja aaja re, tujhko mera pyar pukare
ruk na pau mai khichatee aau mai, dil ko jab dildar pukare
aaja aaja re, tujhko meraa pyar pukare

laut rahi hai meri sadaye diwaron se sar takara ke 
laut rahi hai meri sadaye diwaron se sar takara ke 
hath pakad kar chalne wale ho gaye rukhsat hath chadake 
unhe kuch bhi yad nahi hai, ab koi sau bar pukare 
unhe kuch bhi yad nahi hai, ab koi sau bar pukare 
aaja aaja re, tujhko meraa pyar pukare

ilam nahi tha itni jaldi katam fasane ho jayenge 
ilam nahi tha itni jaldi katam fasane ho jayenge 
tum begane ban jaoge, hum diwane ho jayege 
kal bahon ka har mila tha, aaj ashako ka har pukare 
kal bahon ka har mila tha, aaj ashako ka har pukare  
aaja aaja re, tujhko meraa pyar pukare

Gumrah --1963

Music::Ravi
Lyrics::Sahir Ludhianvi
Singer:: Mahendra Kapoor
Film Directed By::B R Chopra
Film Producer By::B R Chopra
Cast::Sunil Dutt, Mala Sinha, Shashikala, Ashok Kumar, Nirupa Roy, Vandana, Rehman, Nana Palsikar

::::::::

in hawao ne in fizao ne
in hawao ne in fizao ne
tujhko mera pyar pukare
aaja aaja re tujhko mera pyar pukare

ruk na pau mai khichti aau mai
ruk na pau mai khichti aau mai
dil ko jab teri yad aaye
aaja aaja re tujhko mera pyar pukare

laut rahi hai meri sadaye
diwaro se sar takrake
laut rahi hai meri sadaye
diwaro se sar takrake
hath pakad kar chalne wale
ho gaye ruksat hath chuda ke
unko kuch bhi yad nahi hai
unko kuch bhi yad nahi hai
ab koi sau bar pukare
aaja aaja re tujhko mera pyar pukare 

ilm nahi tha itni jaldi
khatam fasane ho jayenge
ilm nahi tha itni jaldi
khatam fasane ho jayenge
tum begane ban jaoge
hum diwane ho jayenge
kal baho ka har mila tha
kal baho ka har mila tha
aaj ashko ka har pukare
aaja aaja re tujhko mera pyar pukare

lut ke mere dil ki dunia
pyar ke jhule jhulne wale
lut ke mere dil ki dunia
pyar ke jhule jhulne wale
pathar ban kar yu chup kyu hai
kuch to kah lo bolne wale
ek purani yad banaye
ek purani yad banaye
ik tuta ikrar pukare
aaja aaja re tujhko mera pyar pukare 

Aar Paar--1954

Music::O P Nayyar
Lyrics::Majrooh Sultanpuri
Singer::Mohammed Rafi, Geeta Dutt
Film Directed By::Guru Dutt
Film Producer By::Guru Dutt
Cast::Guru Dutt, Shakeela, Shyama, Jagdeep, Jagdish, Johnny Walker, Tun Tun, Rashid, Sethi, Noor Jahan, Amir Bano, Bir Sakuja, Rajendra, M A Lalif

::::::::

sun sun sun sun jalima, pyar hamko tumse ho gaya
dil se mila le dil mera, tujhko mere pyar ki kasam
ja ja ja ja bewafa, kaisa pyar kaisi prit re
tu na kisi ka mit re, jhuth tere pyar ki kasam
sun sun sun sun jalima, ja ja ja ja bewafa

pyar ki najar se dur yu na jindagi guzar
husn tu hai ishq me kar bhi le najar ko char
pyar ki najar se dur yu na jindagi guzar
husn tu hai ishq me kar bhi le najar ko char
char main najar karu aur phir huzur se
char main najar karu aur phir huzur se
pas yu na aayiye baat kijiye dur se
ja ja ja ja bewafa, kaisa pyar kaisi prit re
tu na kisi ka mit re, jhuth tere pyar ki kasam
sun sun sun sun jalima, ja ja ja ja bewafa

dur kab talak rahu, phul tu hai rang main
main toh hu tere liye, dor tu patang main
dur kab talak rahu, phul tu hai rang main
main toh hu tere liye, dor tu patang main
kat gayi patang ji, dor abb na daliye
kat gayi patang ji, dor abb na daliye
aur kisi ke samne ja ke dil uchhaliye
sun sun sun sun jalima, pyar hamko tumse ho gaya
dil se mila le dil mera, tujhko mere pyar ki kasam
ja ja ja ja bewafa, sun sun sun sun jalima

baat rah na jaye phir, waqt yeh guzar na jaye
mere pyar ka yeh haar tut kar bikhar na jaye
baat rah na jaye phir, waqt yeh guzar na jaye
mere pyar ka yeh haar tut kar bikhar na jaye
pyar pyar kah ke tu dil mera na lut re
pyar pyar kah ke tu dil mera na lut re
kah raha hai tu jo baat, ho na jhuth-muth re
ja ja ja ja bewafa, kaisa pyar kaisi prit re
tu na kisi ka mit re, jhuth tere pyar ki kasam
sun sun sun sun jalima, pyar hamko tumse ho gaya
dil se mila le dil mera, tujhko mere pyar ki kasam
ja ja ja ja bewafa, sun sun sun sun jalima
ja ja ja ja, sun sun sun sun
ja ja ja ja, sun sun sun sun

Aar Paar--1954

Music::O P Nayyar
Lyrics::Majrooh Sultanpuri
Singer::Geeta Dutt
Film Directed By::Guru Dutt
Film Producer By::Guru Dutt
Cast::Guru Dutt, Shakeela, Shyama, Jagdeep, Jagdish, Johnny Walker, Tun Tun, Rashid, Sethi, Noor Jahan, Amir Bano, Bir Sakuja, Rajendra, M A Lalif

::::::::

ye lo mai, ye lo mai
ye lo mai hari piya, hui teri jeet re
kahe ka jhagda baalam, nai nai prit re
ye lo mai hari piya

naye naye do nain mile hai
naye naye do nain mile hai
nai mulakat hai
milte hi tum ruth gaye ji
ye bhi koi baat hai
naye naye do nain mile hai
nai mulakat hai
milte hi tum ruth gaye ji
ye bhi koi baat hai
jaao ji maaf kiya
tu hi mera meet re
kahe ka jhagda baalam, nai nai prit re
ye lo mai hari piya

hui tihari sang chaloji
hui tihari sang chaloji
baiyaan meri tham ke
bandhi balam kismat ki dori
sag tere naam ke
hui tihari sang chaloji
baiyaan meri tham ke
bandhi balam kismat ki dori
sag tere naam ke
ladte hi ladte mausam
jaye nahi bit re
kahe ka jhagda baalam, nai nai prit re
ye lo mai hari piya

chale kidhar ko bolo babu
chale kidhar ko bolo babu
sapno ko lut ke
haay raam ji rah nahi jaye
dil mera tut ke
chale kidhar ko bolo babu
sapno ko lut ke
haay raam ji rah nahi jaye
dil mera tut ke
dekho mai gali dungi
chhod  do ye reet re
kahe ka jhagda baalam, nai nai prit re
ye lo mai hari piya, hui teri jeet re
kahe ka jhagda baalam, nai nai prit re
ye lo mai hari piya

Mere Jeevan Saathi--1972

Music::R.D.Burman
Lyrics::Majrooh Sultanpuri
Singer::Kishore Kumar
Film Producer By::Vinod Shah
Cast::Rajesh Khanna, Tanuja, Bindu, K N Singh, Helen, Sujit Kumar, Rajendra Nath, Utpal Dutt, Nasir Husain, Sulochana, Krishnakant, Brahmachari, Renu, Sonu, Gurnam, Sabina, Mohan, Arun, Fazlu, Kabir

::::::::

ha ha kitne sapne kitne arma laya hu mai 
dekho na, dekho na 
hey mera dil bhi ek mehfil hai 
tum bhi kabhi aao na baitho na

tumse milke yu to mahak raha hu 
phir bhi mai akela bahak raha hu 
tumse milke yu to mahak raha hu 
phir bhi mai akela bahak raha hu 
meri andheri hai tanhaiya koi diya tum jala do na
hey kitne sapne kitne arma laya hu mai 
dekho na, dekho na 

har taraf jaha bhi palak thami hai 
pyar ki jaha me bahut kami hai 
har taraf jaha bhi palak thami hai 
pyar ki jaha me bahut kami hai 
berang hai ye mere rat-din tum rang koi mila do na
hey kitne sapne kitne arma laya hu mai 
dekho na, dekho na 

koi mujh me dekhe to kya nahi hai 
ha vo gam me bhigi sada nahi hai 
koi mujh me dekhe to kya nahi hai 
ha vo gam me bhigi sada nahi hai 
mere tarano me pad jaye jo
tum koi dhadkan jaga do na
hey kitne sapne kitne arma laya hu mai 
dekho na, dekho na 
hey mera dil bhi ek mehfil hai 
tum bhi kabhi aao na baitho na
aao na baitho na

Mere Jeevan Saathi--1972

Music::R.D.Burman
Lyrics::Majrooh Sultanpuri
Singer::Kishore Kumar
Film Producer By::Vinod Shah
Cast::Rajesh Khanna, Tanuja, Bindu, K N Singh, Helen, Sujit Kumar, Rajendra Nath, Utpal Dutt, Nasir Husain, Sulochana, Krishnakant, Brahmachari, Renu, Sonu, Gurnam, Sabina, Mohan, Arun, Fazlu, Kabir

::::::::

O mere dil Ke chain heart emoticon 
heart emoticon O mere dil ke chain heart emoticon 
Chain Aaye Mere Dil Ko Dua Kijiye
O Mere Dil Ke Chain
Chain Aaye Mere Dil ko Dua Kijiye

Apna Hi Saaya Dekh Ke Tum
Jaane Jahan Sharma Gaye
Abhi To Yeh Pehli Manzil Hai
Tum To Abhi Se Ghabra Gaye
Mera Kya Hoga Socho To Zara
Haay Aise Na Aanhe Bhara Kijiye
O Mere Dil Ke Chain
Chain Aaye Mere Dil Ko Dua Kijiye
Aap Ka Armaan
Aap Ka Naam
Mera Taraana Aur Nahin
In Jhukti Palkon Ke Siva
Dil ka Thikana Aur Nahin
Jachta Hi Nahin
Aankhon Mein Koi
Dil Tumko Hi Chahe To Kya Kijiye
O Mere Dil Ke Chain
Chain Aaye Mere Dil Ko Dua Kijiye
Yun To Akela bhi Aksar
Gir Ke Sambhal Sakta Hoon Main
Tum Jo Pakad Lo Haath Mera
Duniya Badal Sakta Hoon Main
Maanga Hain Tumhe Duniya Ke Liye
Ab Khud Hi Sanam Faisla Kijiye
O Mere.. Dil Ke Chain
Chain Aaye Mere Dil Ko Dua Kijiye