Saturday, June 10, 2017

Jaali Note--1960



Music::O P Nayyar
Lyrics::Raja Mehdi Ali Khan
Singer's::Mohammed Rafi, Asha Bhosle
Cast::Dev Anand, Madhubala, Kundan, Bipin Gupta, Helen, Madan Puri

chand zard zard hai haha
chand zard zard hai haha
mere dil me pyar ka halka halka dard hai
chand zard zard hai

dil hi jaane kitni kushnasib hu
aaj teri kis kadar garib hu
dil hi jaane kitni kushnasib hu
aaj teri kis kadar garib hu
tu mera hai mai teri nasib hu, me nasib hu
chand zard zard hai haha
chand zard zard hai haha
mere dil me pyar ka halka halka dard hai
chand zard zard hai

tera pyar pyar hai ki khawab hai
kis kadar ye pyar behisab hai
tera pyar pyar hai ki khawab hai
kis kadar ye pyar behisab hai
tu mere sawal ka jawab ho jawab hai, ho jawab hai
chand zard zard hai haha
chand zard zard hai haha
mere dil me pyar ka halka halka dard hai
chand zard zard hai

No comments: