Wednesday, December 30, 2015

Shree 420--1955

Music::Shankar Jaikishan
Lyrics::Shailendra
Singer::Manna Dey, Asha Bhosle
Film Directed By::Raj Kapoor
Film Producer By::Raj Kapoor
Cast::Raj Kapoor, Nargis Dutt, Nadira, Bhudo Advani, Lalita Pawar, Rashid Khan, Nemo, Iftekhar, Hari Shivdasani, Nana Palsikar, Ali Mirajkar, Jai Kishan, Pankaj, M Kumar, Pasi Patel, Ramesh Sinha, Shailendra, Tun Tun, Anwaribai, Indirani, Bhagwan Das, Sheela Vaz, Satyanarayan, Raju

::::::::

mud mud ke na dekh mud mud ke, mud mud ke na dekh mud mud ke

zidagani ke safar me tu akela hi nahi hai ham bhi tere hamsafar hai

aaye gaye manzilo ke nishaan, lahra ke jhuma jhuka aasmaan
lekin rukega na ye kaarwan

naino se naina jo mila ke dekhe, mausam ke saath muskura ke dekhe
duniya usiki hai jo aage dekhe

duniya ke saath jo badlata jaaye, jo iske dhanche me hi dhalta jaaye
duniya usiki hai jo chalta jaaye
duniya ke saath jo badlata jaaye, jo iske dhanche me hi dhalta jaaye
duniya usiki hai jo chalta jaaye
mud mud ke na dekh mud mud ke, mud mud ke na dekh mud mud ke
mud mud ke na dekh mud mud ke, mud mud ke na dekh mud mud ke
zidagani ke safar me tu akela hi nahi hai ham bhi tere hamsafar hai
zidagani ke safar me tu akela hi nahi hai ham bhi tere hamsafar hai
mud mud ke na dekh mud mud ke, mud mud ke na dekh mud mud ke
mud mud ke na dekh mud mud ke, mud mud ke na dekh mud mud ke

Amar Prem--1972

Music::R D Burman
Lyrics::Anand Bakshi
Singer::Kishore Kumar
Film Directed By::Shakti Samanta
Film Producer By::Shakti Samanta
Cast::Rajesh Khanna, Sharmila Tagore, Vinod Mehra, Sujit Kumar, Om Parkesh, Bindu, Farida Jalal, Satyen Kappu, Manmohan, Moolchand, Asit Sen, Raju Shreshta, Madan Puri, Naaz, Rakesh Pandey, Birbal

::::::::

chigaari koi bhadake,  to saavan use bujhaaye
saavan jo agan lagaaye,  use kaun bujhaaye,
o use kaun bujhaaye

patajhad jo baag ujaade,  vo baag bahaar khilaaye
jo baag bahaar me ujade,  use kaun khilaaye
o use kaun khilaaye

hamase mat puchho kaise,  mandir tutaa sapano kaa - (2)
logo ki baat nahi hai,  ye kissaa hai apano kaa
koi dushman thes lagaaye,  to mit jiyaa bahalaaye
man mit jo ghaav lagaaye,  use kaun mitaaye

na jaane kyaa ho jaataa,  jaane ham kyaa kar jaate - (2)
pite hai to zindaa hai,  na pite to mar jaate
duniyaa jo pyaasaa rakhe,  to madiraa pyaas bujhaaye
madiraa jo pyaas lagaaye,  use kaun bujhaaye
o use kaun bujhaaye

maanaa tufaan ke aage,  nahi chalataa zor kisikaa - (2)
maujo kaa doshh nahi hai,  ye doshh hai aur kisi kaa
majadhaar me naiyaa dole,  to maajhi paar lagaaye
maajhi jo naav duboye,  use kaun bachaaye
o use kaun bachaaye

chigaari

Amar Prem--1972

Music::R D Burman
Lyrics::Anand Bakshi
Singer::Kishore Kumar
Film Directed By::Shakti Samanta
Film Producer By::Shakti Samanta
Cast::Rajesh Khanna, Sharmila Tagore, Vinod Mehra, Sujit Kumar, Om Parkesh, Bindu, Farida Jalal, Satyen Kappu, Manmohan, Moolchand, Asit Sen, Raju Shreshta, Madan Puri, Naaz, Rakesh Pandey, Birbal

::::::::

kuchh to log kahenge, logo ka kaam hai kahana
chhodo bekar ki bato me kahi bit na jaye raina  

kuchh to log kahenge

kuchh rit jagat ki aisi hai, har ek subah ki sham hui 

tu kaun hai, tera nam hai kya, sita bhi yaha badnam hui
phir kyun sansar ki bato se, bhig gaye tere naina
kuchh to log kahenge, logo ka kaam hai kahana
chhodo bekar ki bato me kahi bit na jaye raina
kuchh to log kahenge 

hamko jo tane dete hai, ham khoye hai in rangraliyo me 

hamne unko bhi chhup chhupke, aate dekha in galiyo me
ye sach hai jhuthi baat nahi, tum bolo ye sach hai na
kuchh to log kahenge, logo ka kaam hai kahana
chhodo bekar ki bato me kahi bit na jaye raina
kuchh to log kahenge, logo ka kaam hai kahana 

Amar Prem--1972

Music::R D Burman
Lyrics::Anand Bakshi
Singer::Lata Mangeshkar
Film Directed By::Shakti Samanta
Film Producer By::Shakti Samanta
Cast::Rajesh Khanna, Sharmila Tagore, Vinod Mehra, Sujit Kumar, Om Parkesh, Bindu, Farida Jalal, Satyen Kappu, Manmohan, Moolchand, Asit Sen, Raju Shreshta, Madan Puri, Naaz, Rakesh Pandey, Birbal

::::::::

bada natakhat hai re krishhn kanhaiya, ka kare yashoda maiya

ha bada natakhat hai re

dhundhe ri ankhiya use charo or 
janey kaha chhup gaya nandakishor
dhundhe ri ankhiya use charo or 
janey kaha chhup gaya nandakishor
ud gaya aise jaise purawaya, ka kare yashoda maiya
ha bada natakhat hai re

mere jiwan ka too ek hi sapna
jo koyi dekhe tohe samajhe wo apna
mere jiwan ka too ek hi sapna
jo koyi dekhe tohe samajhe wo apna
sab ka hai pyara, ho sab ka hai pyara bansi bajaya
ka kare yashoda maiya
ha bada natakhat hai re krishhn kanhaiya, ka kare yashoda maiya
ha bada natakhat hai re 

Amar Prem--1972

Music::R D Burman
Lyrics::Anand Bakshi
Singer::Lata Mangeshkar
Film Directed By::Shakti Samanta
Film Producer By::Shakti Samanta
Cast::Rajesh Khanna, Sharmila Tagore, Vinod Mehra, Sujit Kumar, Om Parkesh, Bindu, Farida Jalal, Satyen Kappu, Manmohan, Moolchand, Asit Sen, Raju Shreshta, Madan Puri, Naaz, Rakesh Pandey, Birbal

::::::::

aap aaye to khayaala-ye-dila-ye-naashaad aayaa
kitane bhoole huye jakhmon kaa pataa yaad aayaa

aap ke lab pen kabhee apanaa bhee naam aayaa thaa
shokh najaronse mohabbat kaa salaam aayaa thaa
umarbhar saath nibhaane kaa payaam aayaa thaa
aap ko dekh ke wo yehad-ye-wafaa yaad aayaa

ruh mein jal uthhe, buzatee huyee yaadon ke diye
kaise diwaane the, aap ko paane ke liye
yoo to kuchh kam naheen jo aap ne yehasaan kiye
par jo maange se naa paayaa, wo silaa yaad aayaa

Gumrah --1963

Music::Ravi
Lyrics::Sahir Ludhianvi
Singer::Mahendra Kapoor
Film Directed By::B R Chopra
Film Producer By::B R Chopra
Cast::Sunil Dutt, Mala Sinha, Shashikala, Ashok Kumar, Nirupa Roy, Vandana, Rehman, Nana Palsikar

Singer::Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Film Directed By::B R Chopra
Film Producer By::B R Chopra
Cast::Sunil Dutt, Mala Sinha, Shashikala, Ashok Kumar, Nirupa Roy, Vandana, Rehman, Nana Palsikar

::::::::

inn hawao me, inn fijao me tujhko meraa pyar pukare
aaja aaja re, tujhko mera pyar pukare
ruk na pau mai khichatee aau mai, dil ko jab dildar pukare
aaja aaja re, tujhko meraa pyar pukare

laut rahi hai meri sadaye diwaron se sar takara ke 

hath pakad kar chalne wale ho gaye rukhsat hath chadake 
unhe kuch bhi yad nahi hai, ab koi sau bar pukare 
unhe kuch bhi yad nahi hai, ab koi sau bar pukare 
aaja aaja re, tujhko meraa pyar pukare

ilam nahi tha itni jaldi katam fasane ho jayenge 

tum begane ban jaoge, hum diwane ho jayege 
kal bahon ka har mila tha, aaj ashako ka har pukare 