Thursday, March 12, 2009

Junglee 1961



Director::Subodh Mukherjee
Music Director::Shankar-Jaikishan
Producer::Subodh Mukherjee
Singer::Lata Mangeshkar
Lyrics:;Hasrat Jaipuri

Kaashmir ki kali hoon main
mujhse na rootho babuji
murjha gayi to phir na khiloongi
kabhi nahin kabhi nahin kabhi nahin
are Kaashmir ki kali hoon main
mujhse na rootho babuji
murjha gayi to phir na khiloongi
kabhi nahin kabhi nahin kabhi nahin

rangat meri bahaaron mein
dil ki aag chanaaron mein
rangat meri bahaaron mein
dil ki aag chanaaron mein
kuchh to hamse baat karo
in bahke gulzaaron me
kuchh to hamse baat karo
in bahke gulzaaron me
Kaashmir ki kali hoon main
mujhse na rootho babuji
murjha gayi to phir na khiloongi
kabhi nahin kabhi nahin kabhi nahin

Pyaar pe gussa karte ho
tera gussa hamko pyaara hai
Pyaar pe gussa karte ho
tera gussa hamko pyaara hai
yahi adaa to qaatil hai
isne hamko maaraa hai
yahi adaa to qaatil hai
isne hamko maaraa hai
Kaashmir ki kali hoon main
mujhse na rootho babuji
murjha gayi to phir na khiloongi
kabhi nahin kabhi nahin kabhi nahin

Are Kaashmir ki kali hoon main
mujhse na rootho babuji
murjha gayi to phir na khiloongi
kabhi nahin kabhi nahin kabhi nahin

Chhodo ji naaraazi ko
todo is khaamoshi ko
Chhodo ji naaraazi ko
todo is khaamoshi ko
aap azab hain shaikh ji
samjhe naa shaahzaadi ko
aap azab hain shaikh ji
samjhe naa shaahzaadi ko
Kaashmir ki kali hoon main
mujhse na rootho babuji
murjha gayi to phir na khiloongi
kabhi nahin kabhi nahin kabhi nahin

Are Kaashmir ki kali hoon main
mujhse na rootho babuji
murjha gayi to phir na khiloongi
kabhi nahin kabhi nahin kabhi nahin

No comments: