Friday, March 6, 2009

Roti Kapda Aur Makan 1974



Singer::Lata Mangeshkar, Mukesh
Music Director::Laxmikant Pyarelal
Lyrics::Santosh Anand
Actors::Manoj kumar, Shashi Kapoor, Zeenat Aman
Theme::Love, Social

Mai.N Naa Bhuuluu.Ngaa, Mai.N Naa Bhuuluu.Ngii
In Rasmo.N Ko In Qasamo.N Ko In Rishte Naato.N Ko
Mai.N Naa...

Chalo Jag Ko Bhuule.N, Khayaalo.N Me.N Jhuule.N
Bahaaro.N Me.N Dole.N, Sitaaro.N Ko Chhuule.N
Aa Terii Mai.N Maa.Ng Sa.Nvaaruu.N Tuu Dulhan Ban Jaaye
Maa.Ng Se Jo Dulhan Kaa Rishtaa Mai.N Naa Bhuuluu.Ngii...

Samay Kii Dhaaraa Me.N, Umar Bah Jaanii Hai
Jo Gha.Dii Jii Le.Nge, Vahii Rah Jaanii Hai
Mai.N Ban Jaauu.N Saa.Ns Aakhirii Tuu Jiivan Ban Jaaye
Jiivan Se Saa.Nso.N Kaa Rishtaa Mai.N Naa Bhuuluu.Ngii...

Barasataa Saavan Ho, Mahakataa Aa.Ngan Ho
Kabhii Dil Dulhaa Ho, Kabhii Dil Dulhan Ho
Gagan Banakar Jhuume.N, Pavan Banakar Jhuume.N
Chalo Ham Raah Mo.De.N, Kabhii Naa Sa.Ng Chho.De.N
Taras Chakh Jaanaa Hai, Nazar Chakh Jaanaa Hai

Kahii.N Pe Bas Jaae.Nge, Ye Din Kat Jaae.Nge
Are Kyaa Baat Chalii, Vo Dekho Raat Dhalii
Ye Baate.N Chalatii Rahe.N, Ye Raate.N Dhalatii Rahe.N
Mai.N Man Ko Ma.Ndir Kar Daaluu.N Tuu Puujan Ban Jaaye
Ma.Ndir Se Puujaa Kaa Rishtaa Mai.N Naa...

No comments: