Thursday, February 4, 2016

Shor--1972



Music::Laxmikant Pyarelal
Lyrics::Santosh Anand
Singer's::Lata Mangeshkar,Mukesh
Film Directed By::Manoj Kumar
Cast::Manoj Kumar, Jaya Bachchan, Premnath, Raj Mehra, Manorama, Shefali, Kamini Kaushal, Meena T, Manmohan, Asrani, Ram Mohan.

:::::::::

ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravani hai 
ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravani hai 
zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahani hai
ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravani hai
zindagi aur kuch bhi nahin teri meri kahani hai
ek pyar ka nagma hai

la la la la la la, la la la la la la
kuch pakar khona hai, kuch khokar pana hai
jeevan ka matlab to ana aur jana hai
do pal ke jeevan se ek umr churani hai
zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahani hai
ek pyar ka nagma hai

tu dhar hai nadiya ki, main tera kinara hoon
tu mera sahara hai, main tera sahara hoon
ankhon mein samandar hai, ashaon ka pani hai
zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahani hai
ek pyar ka nagma hai

toofan to ana hai, akar chale jana hai
badal hai yeh kuch pal ka, chhakar dhal jana hai
parchhaniyan reh jati, reh jati nishani hai
zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahani hai
ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravani hai
zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahani hai
ek pyar ka nagma hai

1 comment:

Shrawan K Vaishnav said...

Latest Bollywoord Movies, Video Songs, MP3 Songs, Visit : www.hdonline.in